Dth help

Q- Ku band LNB is working on C band dish antenna ?

Ans   ku band   lnb c band dish me use kar skte hen kiyonki c band ya ku band ka antina signal pkdne me help krta hai jitna bda apka antina utna jyada signal apko milega  par ap kuband dish me c band track nahi kar skte kiyonki c band ka signal bohot week hota hai ku band ke mukale   to  agar ap ku band lnb use krna chate hen to c band par kar skte hen 
c band lnb se ku band  signal nahi mil skta 
or na hi ku band lnb se c band ka signal 
agar ap try kr rhe ho to kosis bekar jayegi
 


Q-How to check LNB working or not without any equipment?


Ans -LNB KO chak karna ki wo kam kar rha  hai ya nahi bina  setlight findar ke  ye kam ap apne tv ke set of box se bhi kar skte hen or jan skte hen ki lnb theek hai ya nahi kiyonki kai bar  dish fit krne wale ko apko bulana padta hai or wo  jyada pese kmane ke chakkar me apka theek lnb bhi khrab bta kar pese eth lete hen

                                                           
  


LNB kese chak kren  jane


Agar apka lnb box ke sath juda hai or ap dd free dish use kar rhe hen to  apko  apne box ke remot se signal press karna hai apke samne sk  box khulega usme signal Strength   or Signal Quality  nazar aayega jab apke dish me signal nahi hota tab apki Quality  down hogi    or lnb apka kam kar rha hai ya nahi ye signal Strength pr dipend karta hai agar apka signal nahi bhi hoga tab bhi apki signal Strength hogi   par dhyan rhe agar apka dth wire kahin cut hoga tab bhi signal Strength nahi aati to pehle jan len ki taki wire (tar) me koi cut na jo

signal Strength kitni honi chahiye 



Apki signal signal Strength agar 75 se upar hai to apka lnb sahi hai agar esse kam hai  to LNB me thoda problm ho sakta hai   ye farmulla (फार्मूला) tabhi  100% sahi hoga agar apkr (TAR) wire me koi problm na ho kai bar wire me problm ho to bhi signal Strengt kam hoti hai    ak bar ap choti wire bna kar  lnb dish se alag kr bhi lnb box box se jod kar dekh len  apko  agar signal Strengt mil rahi hai ya nahi




Lnb khrab hone ke kuch  karan kon sa lnb ho skta hai khrab



 1- Agar apke lnb ka piche ka dhakan tut chuka hai or uske andar pani jma hota hai to
andar apko 2 pin milegi agar unme jang lga hai ya tut gai hai to apko signal to   kam milegi par 
signal nahi milega



2 - khrab mosam me bizli ke girne se bhi apki lnb khrab ho skti hai  us cash me apko bilkul bhi signal Strength nahi milegi




 Q- How much min and max signal strength from LNB should be there after setting setting direction of dish


Ans - agar apka dish sahi lga hai apke wire me koi problm nahi hai to signal strength 70+ hota hai agar usse kam hai to eska karan wire ki lanth or wire me cut bhi ho skta hai




Tags

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Top Post Ad

Below Post Ad